ShareThis

Saturday, April 3, 2010

dard bawan karne ka bada acha saman le lo.

dard bawan karne ka bada acha saman le lo.
Iis Tute Dard e Dil ka koi tukda saath le lo.

kaisi ye kefiyat he mere dil e nawaz.. nashe kitujhe
sarab na mile to mere khune jigar ka jaam le lo

meri surat tere dil se mita di hey tune
khayalon main bhi ab is raah ka musafir bane ne se inkar ho bhale tujhe

is aakhri saans ki kuch duaon ka saath le lo..
tarsti aankhon ke askon ka aakhri salam to le lo..

Tuesday, March 30, 2010

मुस्कुराहट का कफ़न,

मुस्कुराहट का कफ़न,
कितनी भी ईमानदारी से,
ओढ़ा दो होठों पे अब

पलकों के किनारे,
बेशर्मी से बता रहे हैं, 
चीख चीख कर..
रातें बीत रहीं है...
अश्कोंके पहलूंमेंअब, 

और.. तेरे
गम छुपा लेने से भी....
कयामत ना रुक पाएगी ...

सुना है..
खुदा का भी सीना
फॅट पड़ा है ..
इस दफ़ा अब|

Tuesday, March 23, 2010

ant vihin dod ka hisa ye insan

ant vihin dod ka hisa ye insan
zindagi ki chah main mout ka hum sayan ye insan

haqeeqt samjhane main bada aatur
magar ankhon pe pati bandhe ... andha bana khud insan

bhagwan se bagawat - khuda ko bhula
insan ke aage sar jhukatne ko samjhe shan.. ye insan

chalti firti chitain..chingari ki talash karta.. ye insan..

sabd kahin se koi or miljae... to ganimat hogi is insan ke liye
aesi sirat walon ko kaise kahun... main insan